Sunday, December 30, 2012

aye husn-e-beparwah

Woonderful ;)
A masterpiece from Ghulam Ali.
The lyrics has been translated to the best of my understanding and hope you would like it.

Album: Aawargi Vol-2(2000)
Singer: Ghulam Ali

aye husn-e-beparwah tujhe shabnam kahun shola kahun
phoolon mein bhi shokhi to hai, kisko magar tujhsa kahun
[husn: beauty ; be-parwah: one who does not care ; shabnam: dew ;
shola: blaze,light ; shokhi: coquetry, mischief, restlessness]
<
oh nonchalant beauty,should I call you fire or call you dew
even flowers have such mischief,but of them which do I call you
>

gesu udhe, mehki fazaa, jaadoo kare aankhen teri
soya hua manzar kahun ,ya jaagta sapna kahun
[gesu: hair,tresses ; mehek: fragrance ; fazaa: atmosphere, environment ;
aadoo: charm, conjuring, enchantment, magic ; manzar: aspect,landscape,scenic view]
<
flowing hairs, inebriates the air; your eyes does magic
a sleeping vista ,I call you or call you a dream alive
>

chanda ki tu hai chandni, lehron ki tu hai raagni
jaan-e-tamanna mein tujhe kya kya kahun ,kya na kahun
[lehar: ecstasy, emotion, excitement, rapture, waft, wave ;
raagni: tune ;jaan: beloved, life ;
tamanna: wish, desire ;jaan-e-tamanna: hearts desire ]
<
you are the moon's radiance,the wave's music are you
oh love of my life,what what to call you and what not to
>

Friday, December 28, 2012

har taraf ab yehi afsaane hai


A soothing ,simple composition from Madan mohan penned by Kaifi Azmi speaking about the magical effects of his lover's eyes.


Movie: Hindustan ki kasam(1972)
Singer: Manna Dey
Music Director: Madan Mohan
Lyricist: Kaifi Azmi
Cast: Raaj Kumar,Priya Rajvansh

Listen here

har taraf ab yahee afsaane hain -(2)
ham teri aankhonn ke deewane hain -(2)
har taraf ab yahee afsaane hain -(2)

kitni sachchayi hai in aankhon me, 
khote sikke bhi khare ho jaye
tu kabi pyar se dekhe jo udhar, 
sukhe jungal bhi hare ho jaye
bag ban jaye, 
baag ban jaye jo virane hain
ham teri aankhon ke diwane hain
har taraf ab yahee afsaane hain

ek halka sa ishaara inka, 
kabhi dil aur kabhi jan lutega
kis tarah pyaas bujhegi usaki, 
kis tarha uska nasha tutega
jiski kismat me, 
jisaki kismat me yeh paimaane hain
ham teri aankhon ke diwane hain
har taraf ab yahee afsaane hain

nichi nazron me hain kitna jadoo, 
ho gaye pal me kayi khwaab jawaan
kabhi uthhne kabhi jhukne kee adaa, 
le chali jane kidhar jane kaha
raaste pyar ke, 
raaste pyar ke anjaane hain
ham teri aankhon ke deewane hain -(2)
har taraf ab yahi afsaane hain
har taraf ab yahi afsaane hain

Saturday, December 22, 2012

Seene mein sulagte


One among the lesser known lyricist who has penned many beautiful gems and one such has been presented here.Anil Biswas made sure his words counted with beautiful direction and two great singers .The song is picturised on the yesteryear diva, still a heartthrob,Madhubala  and the actor known for serious and sad roles,Dilip Kumar.


Movie: Tarana(1951)
Singer: Lata Mangeshkar , Talat Mahmood
Music Director: Anil Biswas
Lyricist : Prem Dhawan
Cast: Dilip Kumar, Madhubala

Listen here

seene mein sulagte hain armaan
aankhon mein udaasi chhaayi hai
ye aaj teri duniya se hamein
taqdeer kaha le aayi hai
seene mein sulagte hain armaan 

kuchh aankhon mein aansoo baaki hain
jo mere gham ke saathi hain -(2)
ab dil hain na dil ke armaan hain -(2)
bas main hu meri tanhaai hai
seene mein sulagte hain armaan 

na tujhse gila koyi hamko
na koi shikaayat duniya se
do chaar kadam jab manzil thi -(2)
kismat ne thhokar khaayi hai
seene mein sulagte hain armaan 

kuchh aisi aag lagi man mein
jeene bhi na de marne bhi na de 
chupp hu to kaleja jalta hai -(2)
bolu to teri ruswaayi hai 
seene mein sulagte hain armaan 

Saturday, December 15, 2012

itna na mujhse pyar bada

:-) :-) :-)
Another gem from the beautiful duo of Lata Mangeshkar and Talat Mahmood.
The playful voice adds to the beauty of the song which seems inspired by Mozart's Symphony #40.


Movie: Chhaya(1961)
Lyricist: Rajinder Krishan
Singer: Talat Mahmood, Lata Mangeshkar
Music Director: Salil Chowdhury
Cast: Sunil Dutt, Asha Parekh 

Listen here

itna na mujhse tu pyar badhaa,ki main ek baadal aawara
kaise kisi ka sahara banu,ki main khud beghar bechara

isliye tujhse pyar karu, ke tu ek baadal aawara
janam janam se hun saath tere ,ki naam meraa jal ki dhaaraa

itna na mujhse tu pyar badhaa ,ki main ek baadal aawara
janam janam se hun saath tere ,ki naam meraa jal ki dhaaraa

mujhe ek jagah aaraam nahi,ruk jaanaa mera kaam nahi -(2)
mera saath kaha tak dogi tum ,main desh videsh kaa banjaaraa
itna na mujhse tu pyar badhaa,ki main ek baadal aawara
kaise kisi ka sahara banu,ki main khud beghar bechara
isliye tujhse pyar karu,ke tu ek baadal aawara
janam janam se hun saath tere ,ki naam meraa jal ki dhaaraa

o nil gagan ke deewaane,tu pyar na mera pehachaane -(2)
main tab tak saath chalun tere,jab tak na kahe tu mai haaraa
isliye tujhse pyar karu,ke tu ek baadal aawara
janam janam se hun saath tere ,hain naam meraa jal ki dhaaraa
itna na mujhse tu pyar badhaa,ki main ek baadal aawara
kaise kisi ka sahara banu,ki main khud beghar bechara

kyun pyar mein tu naadan bani, ek paagal ka armaan bane -(2)
ab laut jaana muskil hain ,maine chhod diya hai jag saara
itna na mujhse tu pyar badhaa,ki main ek baadal aawara
janam janam se hun saath tere ,ki naam meraa jal ki dhaaraa

Tuesday, December 11, 2012

do sitaaron ka hai milan

aaj ki raat
Cheers to the new entrant to the nonagenarian club ,to the Tragedy King.
Its said that with more of sad roles in reel life, depression percolated through his real life and he was advised to do lighter roles by a psychiatrist.The popular song "saala mein to sahab ban gaya"  was what came after that. Movie Kohinoor was one among his lighter roles.


Movie: Kohinoor (1960)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohd. Rafi
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Director: Naushad
Cast: Dilip Kumar, Meena Kumari

Listen here

do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat
do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat
muskuraata hai umeedo ka chaman aaj ki raat
rang layi hai mere dil ki lagan aaj ki raat
sari duniya nazar aati hai dulhan aaj ki raat
do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat
aaj ki raat

husn wale teri duniya mein koi aaya hai
tere didar ki hasrat bhi koi laya hai
tod de, tod de, parde ka chalan aaj ki raat
muskuraata hai umeedo ka chaman aaj ki raat
do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat
aaj ki raat

jinse milne ki tamanna thi woh din aate hai
chaand taare meri raho mein bichhe jaate hai
chumta hai mere kadmo ko gagan aaj ki raat
sari duniya nazar aati hai dulhan aaj ki raat
do sitaaron ka zameen par hai milan aaj ki raat
aaj ki raat

Sunday, December 9, 2012

tora man darpan kahlaaye

Introspection
your conscience reflects you,
good,bad every deed
it sees and shows you

One of Sahir Ludhainvi' great works sung beautifully in Raag darbari kanada by Asha Bhosle. The lyrics of the song speaks the truth what many may escape from.
To one's any bad act, there always lies a witness,the conscience



Movie: Kaajal(1965)
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Singer: Asha Bhosle
Music Directors: Ravi
Cast: Meena Kumari, Dharmendra

Listen here

prani apne prabhu se pucche kis vidhi pahu tohe
prabhu kahe tu mann ko paa le paa jayega mohe

tora mann darpan kehlaye -(2)
bhale bure sare karmo ko, 
dekhe aur dikhaye
tora mann darpan kehlaye -(2)

mann hi devata, mann hi ishwar, mann se bada na koi -(2)
mann ujiyara jab jab phaile, jag ujiyara hoy
is ujale darpan pe prani, -(2) 
dhul na jammne paye
tora mann darpan kehlaye -(2) 
bhale bure sare karmo ko, 
dekhe aur dikhaye
tora mann darpan kehlaye -(2)

sukh ki kaliyaan, dukh ke kaante, mann sabka aadhar -(2)
mann se koi baat chhupe na, mann ke nain hazaar
jag se chahe bhag le koi, -(2) 
mann se bhag na paye
tora mann darpan kehlaye -(2) 
bhale bure sare karmo ko, 
dekhe aur dikhaye
tora mann darpan kehlaye -(2) 

<Present in the video>
tann ki daulat, dhalti chaaye ,mann ka dhan anmol-(2)
tann ke kaaran  mann ke dhan ko mat maati me roll
mann ki kadar bhulaane waala
heera janam gawaaye
tora mann darpan kehlaye -(2)
bhale bhure saare karmo ko
dekhe aur dikhaye
tora mann darpan kehlaye -(2)

Friday, December 7, 2012

kuch dil ne kahan


Happy Birthday 
Sharmila Tagore and Dharmendra
Pensive lyrics from Kaifi Azmi and the mood equally catered to by the music of Hemant Kumar.


Movie: Anupama (1966) 
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: Kaifi Azmi
Music Director: Hemant Kumar
Cast: Dharmendra, Sharmila Tagore

Listen here

kuch dil ne suna,kuch bhi nahin
aisi bhi baatein hoti hain
aisi bhi baatein hoti hain
kuchh dil ne kahaa,kuchh bhi nahin

leta hai dil angdaaiyaan, 
iss dil ko samajhaaye koi
armaan na aankhen khol dein, 
ruswaan na ho jaye koi
palkon ki thandi sejh par 
sapnon ki pariyaan soti hain
aisi bhi baatein hoti hain
aisi bhi baatein hoti hain
kuchh dil ne kahaa, kuchh bhi nahin

dil ki tasalli ke liye, 
jhoothi chamak jhootha nikhaar
jeevan to soona hi raha, 
sab samjhe aayi hai bahaar
kaliyon se koi poochhta, 
hansti hain wo yaa roti hain
aisi bhi baatein hoti hain
aisii bhi baatein hoti hain
kuchh dil ne kahaa, kuchh bhi nahin
kuch dil ne sunaa, kuch bhi nahin

Rulake gaya sapna

Vintage
And this is why is called The Nightingale. 
The song was supposed to be included in 'Guide' ,instead it adorned to another hit Navketan Production's film "Jewel Thief".
Sad songs have an unusual addition and this one is a gem in the collection.


Movie: Jewel Thief (1967)
Lyricist: Shailendra
Music Director: S. D. Burman
Singer: Lata Mangeshkar
Cast:Dev Anand,Vyjayanthimala

Listen here

rulake gaya sapna mera
rulake gaya sapna mera
baithi hoon kab ho savera
rulake gaya sapna mera

wohi hain gham-e-dil
wohi hain chanda taarein
wohi hum besahaare
wohi hain gham-e-dil
wohi hain chanda taarein
wohi hum besahaare

aadhi raat wohi hain
aur har baat wohi hain
phir bhi na aaya lootera
rulake gaya sapna mera
baithi hoon kab ho savera
rulake gaya sapna mera

kaisi ye zindagi
ke saanso se hum oobe
ke dil dooba hum doobe
kaisi ye zindagi
ke saanso se hum oobe
ke dil dooba hum doobe

ek dukhiya bechaari
is jeevan se haari
us par ye gham ka andhera
rulake gaya sapna mera
baithi hoon kab ho savera
rulake gaya sapna me

Monday, December 3, 2012

aaja panchi akela hai


Grace,romance and charisma - he aptly stood for.
Taxi driver,Guide,Funtoosh -he was all.
This 'prem pujari' mesmerised many and is still reckoned with nostalgia and fondness.
Dedicated to our beloved 'Jewel Thief'.


Movie: Nau Do Gyarah(1957)
Singer:Asha Bhosle. Mohd. Rafi
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: S. D. Burman
Cast: Dev Anand,Kalpana Kartik

Listen here

o o aaja panchhi akela hai
o o so ja neendiya ki bela hai
o o aaja panchhi akela hai
o o so ja neendiya ki bela hai
o o aaja panchhi akela hai

udd gayi neend yaha mere nain se
bas karo yun hee pade raho chain se
udd gayi neend yaha mere nain se
bas karo yun hee pade raho chain se
lage re darr mohe lage re, 
o o yeh kya darne ki bela hai
o o aaja panchhi akela hai
o o so ja neendiya ki bela hai
o o aaja panchhi akela hai

o o ho kitni ghuti see hai yeh fija
aa aa ha kitni suhani hai yeh hava
o o ho kitni ghuti see hai yeh fija
aa aa ha kitni suhani hai yeh hava
mar gaye ham nikala dam mar gaye ham
mausam kya albela hai
o o aaja panchhi akela hai
o o so ja neendiya ki bela hai
o o aaja panchhi akela hai

bin tere kaisi andheri yeh raat hai
dil meraa dhadakan meree tere saath hai
bin tere kaisi andheri yeh raat hai
dil meraa dhadakan meri tere saath hai
tanhaa hai phir bhi dil tanhaa hai
o o laga sapano kaa mela hai
o o aaja panchhi akela hai
o o so ja neendiya ki bela hai
o o aaja panchhi akela hai
o o so ja neendiya ki bela hai
o o aaja panchhi akela hai.

Sunday, December 2, 2012

lo aa gayi unki yaad

Beautiful lyrics from Shakeel Badayuni
dil unko dhoondhtaa hai, gam kaa singaar kar ke
aankhe bhi thak gayi hai, ab intezaar kar ke 


Movie: Do badan(1966)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Ravi
Lyricist: Shakeel Badayuni
Cast: Asha Parekh, Manoj Kumar

Listen here

lo aa gayi unki yaad, wo nahin aaye
lo aa gayi unki yaad, wo nahin aaye

dil unko dhoondhtaa hai, gam kaa singaar kar ke
aankhe bhi thak gayi hai, ab intezaar kar ke -(2)
ek saas reh gayi hai, wo bhi naa toot jaye
lo aa gayi unki yaad, wo nahin aaye

roti hain aaj hum par, tanhaiyaan humari -(2)
woh bhi naa paye shayed, parchhaiyaan humari
badhte hi jaa rahe hai, maayoosiyon ke saaye
lo aa gayi unki yaad, wo nahin aaye

lou thar tharaa rahi hai ab shamme zindagi ki
ujdi huyi mohabbat  mehamaan hain do ghadi ke
mar kar hi ab milenge, jee kar to mil naa paaye
lo aa gayi unki yaad, wo nahin aaye
lo aa gayi unki yaad, wo nahin aaye

Saturday, November 24, 2012

chhoo lene do naazuk honthon ko

Lyrical
Sahir Ludhianvi,born as Abdul Hayee, was an unorthdox poet and lyricist who wrote about the declining social values of the society as are evident from the songs of Pyaasa. Quite contrary to his pensive writing, here is a song where he yearns for the lips of his over ,who he think is a goblet, a wineglass.


Movie: Kaajal(1965)
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director:  Sahir Ludhianvi
Cast: Meena Kumari, Raj Kumar

Listen Here

chhoo lene do naazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
chhoo lene do naazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
kudrat ne jo hum ko baksha hai
wo sabse haseen inaam hai ye
chhoo lene do naazuk honthon ko

sharma ke na yunhi kho dena
rangeen jawani ki ghadiyan
sharma ke na yunhi kho dena
rangeen jawani ki ghadiyan
betaab dhadakte seeno ka
armaan bhara paigaam hai ye
chhoo lene do naazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
chhoo lene do naazuk honthon ko

achhon ko bura saabit karna
duniya ki purani aadat hai
achon ko bura sabit karna
duniya ki purani aadat hai
is meh ko mubarak cheez samajh
mana ke bohot badnaam hai ye

chhoo lene do naazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
chhoo lene do naazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
kudrat ne jo hum ko baksha hai
wo sabse haseen inaam hai ye
chhoo lene do naazuk honthon ko

teri duniya se door


Magical
The voice of Mohd. Rafi & Lata Mangeshkar inebriated with pathos makes this song memorable.


Movie: Zabak(1961)
Singer: Lata Mangeshkar , Mohd Rafi
Music Directors: Chitragupta
Lyricist: Prem Dhawan
Cast: Shyama, Mahipal and Sahira

Listen Here

teri duniyaa se door, chale hoke majboor, hamein yaad rakhnaa
teri duniyaa se door, chale hoke majboor, hamein yaad rakhnaa

jaao kahin bhi sanam, tumhe itni kasam, hamein yaad rakhnaa
jaao kahin bhi sanam, tumhe itni kasam, hamein yaad rakhnaa
teri duniyaa se door

aayengi bahaaren to tere hi fasaane sunaayengi hamein -(2)
hogi tanhaai to aake teri yaadein rulaayengi hamein
rulaayengi hamein, tadpaayengi hamein
kabhi dekhi thi bahaar, kabhi hum se tha pyaar
zaraa yaad rakhanaa,
jaao kahin bhi sanam, tumhe itni kasam, hamein yaad rakhnaa
teri duniyaa se door

leja jaanewaale duaayein mere dil ki kisi se kya gila -(2)
teri hi khataa hai naa meri hi khataa hai jo hona tha hua
jo honaa thaa huaa, hai kisi se kyaa gila
dekho roye meraa pyaar, kahe dil ki pukaar hamein yaad rakhnaa,
teri duniyaa se door, chale hoke majboor, hamein yaad rakhnaa
jaao kahin bhi sanam, tumhe itni kasam, hamein yaad rakhnaa
teri duniyaa se door, 

Friday, November 16, 2012

yeh mera diwanapan hai


A great song penned by Shailendra, who received the Filmfare award for best Lyricist for this song. Many a rendition exists of this song but the original one still holds its charm of pathos inebriated by the voice of Mukesh and expressions of Dilip Kumar.


Movie: Yahudi(1958) 
Singer: Mukesh
Lyricist: Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan
Cast: Dilip Kumar,Meena kumari

Liste Here

dil se tujhko bedh lee hai mujhko hai dil ka guroor
tu yeh maane ke na maane log maanenge zaroor
yeh mera deewaanapan hai ya mohabbat ka suroor
yeh mera deewaanapan hai ya mohabbat ka suroor 
tu na pehchaane to hai yeh teri nazron ka qasoor
yeh mera deewaanapan hai

dil ko teri hi tamanna,dil ko hai tujhse hi pyaar
dil ko teri hi tamanna,dil ko hai tujhse hi pyaar
chaahe tu aaye na aaye hum karenge intezaar
yeh mera deewaanapan hai ya mohabbat ka suroor
tu na pehchaane to hai yeh teri nazron ka qasoor
yeh mera deewaanapan hai

aise veerane me ek din ghut ke mar jayenge hum
aise veerane me ek din ghut ke mar jayenge hum
jitna jee chaahe pukaaro phir nahin aayenge hum
yeh mera deewaanapan hai ya mohabbat ka suroor
tu na pehchaane to hai yeh teri nazron ka qasoor
yeh mera deewaanapan hai
yeh mera deewaanapan hai

Monday, November 5, 2012

yeh dil tum bin kahin lagta nahin


Subtle
One among the many beautiful duets of Mohd. Rafi and Lata Mangeshkar.The beauty of the song lies in  the execution of the song especially when 'tum' is extended  in a musical wave. :)
Kudos to Laxmikant Pyarelal and Sahir Ludhianvi


Movie: Izzat(1968)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohd. Rafi
Music directors: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Cast: Dharmendra, Tanuja

Listen here

yeh dil tum bin kahi lagta nahi, hum kya kare -(2)
tassavur me koi basta nahi, hum kya kare
tum hi keh do ab ae jaane wafa hum kya kare

loote dil me diya jalta nahi, hum kya kare
tum hi keh do ab ae jaane ada hum kya kare
yeh dil tum bin kahi lagta nahi, hum kya kare

kisi ke dil me bas ke dil ko tadpana nahi achha -(2)
nigahon ko jhalak de de kar chhup jana nahi achha
ummido ke khile gulshan ko jhulsana nahi achha
hume tum bin koi jachta nahi, hum kya kare
tum hi keh do ab ae jaane wafa hum kya kare
loote dil me diya jalta nahi, hum kya kare

mohabbat kar to le lekin, mohabbat raas aaye bhi -(2)
dilon ko bojh lagte hai kabhi zulfon ke saaye bhi
hazaaro gam hai is dunia me apne bhi paraaye bhi
mohabbat hi ka gam tanhaa nahi, hum kya kare
tum hi keh do ab ae jaane ada hum kya kare
yeh dil tum bin kahi lagta nahi, hum kya kare

bujha do aag dil ki ya ise khulkar hawa de do -(2)
jo iss ka mol de paye, use apni wafa de do
tumhare dil me kya hai bas hume itna pata de do
ki ab tanha safar katt ta nahi, hum kya kare
loote dil me diya jalta nahi, hum kya kare
yeh dil tum bin kahi lagta nahi, hum kya kare

Saturday, November 3, 2012

jayen to jayen kahan

Soulful
Another captivating song with words of Sahir Ludhianvi  being inebriated with pathos with the silken touch of Talat Mahmood and also with the subtlety of the Nightingale ,emoted by the great Dev Anand and all put in place by the maestro S.D . Burman.


Movie: Taxi Driver
Singer: Talat Mahmood
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: S.D. Burman
Cast: Dev Anand, Kalpana Kartik

Listen here

jaayen to jaayen kahaan  -(2)
samjhega, kaun yahaan, dard bhare dil ki zubaan
jaayen to jaayen kahaan
samjhega, kaun yahaan, dard bhare dil ki zubaan

maayusiyon ka, majma hai jee mein
kya rah gaya hai, is zindagi mein
maayusiyon ka
maayusiyon ka, majma hai jee mein
kya rah gaya hai, is zindagi mein
rooh mein gham, dil mein dhuaan
jaayen to jaayen kahaan
samjhega, kaun yahaan, dard bhare dil ki zubaan

unka bhi gham hai, apna bhi gham hai
ab dil ke bachane ki, ummeed kam hai
unka bhi gham hai
unka bhi gham hai, apna bhi gham hai
ab dil ke bachane ki, ummeed kam hai
ek kashti, sau toofaan,
jaayen to jaayen kahaan
samjhega, kaun yahaan, dard bhare dil ki zubaan
jaayen to jaayen kahaan



Singer: Lata Mangeshkar


o jaanewaale daaman chhudaake
mushkil hain jeenaa tujh ko bhulaake
o jaanewaale 
o jaanewaale daaman chhudaake
mushkil hain jeenaa tujh ko bhulaake
is se to hain, maut aasaan
jaayen to jaayen kahaan
samjhega, kaun yahaan, dard bhare dil ki zubaan
jaayen to jaayen kahaan

seene mein shole, saanson mein aahen
is zindagi se kaise nibhaaye
seene mein shole
seenen mein shole, saanson mein aahen
is zindagi se kaise nibhaaye
har jazbaan hain viraan

jaayen to jaayen kahaan
samjhega, kaun yahaan, dard bhare dil ki zubaan
jaayen to jaayen kahaan

Shabd-Kosh

krodhad bhavati sammohah sammohat smrti vibramah
smrti-bhramsad buddhi-naso buddhi-nasat pranasyati
<krodhad-anger; sammohah- delusion; smrti-memory; 
buddhi-intelligence; pranasyati-one perishes>
---From anger delusion occurs, delusion causes lapse of memory
Bewilderment of memory causes loss of intellect losing which one perishes.---


ye husn teraa, ye ishq meraa 
rangin to hai badnaam sahii
mujh par to kaii ilzaam lage 
tujh par bhii koii ilzaam sahii


tavaqqo-expectation ;gila-complaint
jab tavaqqo hee uTh gayee 'GHalib'
kyoN kisee ka gila kare koee ?


sabr-patience 
─Бshiq─л с╣гabr-t̤alab aur tamann─Б bet─Бb
dil k─Б ky─Б rang kar┼л├▒ с╕│h┼лn-e jigar hote tak


maharam-acquaintance
har ajnabi hamein maharam dikhaai deta hai 
jo ab bhi teri gali gali se guzarne lagte hain


talab-search
aashiqee  sabr  talab   aur  tamanna   betaab
dil ka kya rang karooN KHoon-e-jigar hone tak ?


sitamgar-oppressor
zahar miltaa hi nahiN mujhko sitam_gar warnaa
kyaa qasam hai tere milne ki ke khaa bhi na sakooN

taghaful-ignore,neglect

ham ne  maana  ke taGHaful na karoge, lekin
KHaak ho jaayeNge ham tumko KHabar hone tak


Aye dil mujhe

Velvet voice


Movie: Arzoo(1950)
Raga: Raag Darbari Kanada
Lyricist:  Majrooh Sultanpuri
Singer: Talat Mahmood
Music Director: Anil Biswas
Cast: Dilip Kumar

Listen here

aye dil mujhe aisi jagah le chal jaha koi na ho -(2)
apna paraayaa meharbaan naa-meharbaan koi na ho
aye dil mujhe aisi jagah le chal jaha koi na ho

jaa kar kahi kho jaaun mein, neend aaye aur so jaaun mein
neend aaye aur so jaaun mein
jaa kar kahi kho jaaun mein, neend aaye aur so jaaun mein
neend aaye aur so jaaun mein
duniya mujhe dhundhe, magar mera nishaan koi na ho -(2)


ulfat kaa badalaa mil gayaa, woh gam lutaa woh dil gayaa
woh gam lutaa, woh dil gaya
ulfat kaa badalaa mil gayaa, woh gam lutaa woh dil gayaa
woh gam lutaa, woh dil gaya

chalna hai sab se duur duur ,ab kaarvaan koi na ho
apna paraayaa meharbaan naa-meharbaan koi na ho
aye dil mujhe aisi jagah le chal


Wednesday, October 31, 2012

aankhon mein kya jee



Movie: Nau Do Gyarah(1957)
Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: S. D. Burman
Cast: Dev Anand,Kalpana Kartik

Listen here


aankhon mein kya ji, rupahalaa baadal
baadal mein kya ji, kisi kaa aanchal
aanchal mein kya ji, ajab si hulchul

aankhon mein kya ji, rupahalaa baadal
baadal mein kya ji, kisi kaa aanchal
aanchal mein kya ji, ajab si hulchul


rangeen hain mausam tere dum ki bahaar hain
fir bhi hain kuchh kam bas teraa intezaar hain

rangeen hain mausam tere dum ki bahaar hain
fir bhi hain kuchh kam bas teraa intezaar hain
dekhne mein bhole ho par, ho bade chanchal
aanchal mein kya ji, ajab si hulchul
aankhon mein kya ji, rupahalaa baadal
baadal mein kya ji, kisi kaa aanchal
aanchal mein kya ji, ajab si hulchul


jhukti hain palke, jhukane do aur jhoom ke
udti hain zulfe, udne do honthh choom ke

jhukti hain palke, jhukane do aur jhoom ke
udti hain zulfe, udne do honthh choom ke
dekhane mein bhole ho par, ho bade chanchal
aanchal mein kya ji, ajab si hulchul


jhoome lehraye, nainaa mil jaaye nain se
saathi ban jaaye, rastaa kat jaaye chain se

jhoome lehraye, nainaa mil jaaye nain se
saathi ban jaaye, rastaa kat jaaye chain se
dekhane mein bholi ho par, ho badi chanchal
aanchal mein kya ji, ajab si hulchul
aankhon mein kya ji, rupahalaa baadal
baadal mein kya ji, kisi kaa aanchal
aanchal mein kya ji, ajab si hulchul

Tuesday, October 23, 2012

jo tum muskura do

R.I.P  :(
To the "King of romance",Yash Chopra ,the legend whose movies include the iconic drama "Deewar" and many romantic movies,the genre he mastered,like "Kabhie Kabhie","Silsila","Dil to Pagal Hai","Veer Zaara",etc. A legend of love and love stories...Rest in peace.


Movie: Dhool ke phool(1959)
Music Director: N P Dutta
Singer: Mahendra Kapoor, Asha Bhonsle
Lyricist: Sahir Ludhiyanvi
Cast: Mala Sinha, Rajendra Kumar
Director: Yash Chopra

Listen Here

dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaan-(2)
jo tum muskuraa do
jo tum muskuraa do
sanwar jaaye hum bekaraaron ki duniyaan-(2)
jo tum muskuraa do
jo tum muskuraa do

jo tum muskuraa do bahaaren hase, 
sitaaron ki ujli kataaren hase
jo tum muskuraa do nazaaren hase, 
jawaan dhadkanon ke ishaare hase -(2)
dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaan
sanwar jaaye hum bekaraaron ki duniyaan
jo tum muskuraa do
jo tum muskuraa do

hawaa mein ye khushboo ki angdaeeyaan, 
ye aankhon pe zulfon ki parachhaeeyaan
ye masti ke dhaaren ubalate huye, 
ye seenon mei toofaan machalte huye -(2)
dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaan
sanwar jaaye hum bekaraaron ki duniyaan
jo tum muskuraa do
jo tum muskuraa do

ye bojhal ghataayen barasti hui, 
ye bechain ruhe tarasti hui
ye saanson se shole nikalte huye, 
badan aanch khaakar pighalte huye -(2)
dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaan
sanwar jaaye hum bekaraaron ki duniyaan
jo tum muskuraa do
jo tum muskuraa do

Sunday, October 21, 2012

saanjh dhali

WoweD ;)
Mesmerising Waheeda Rehman,charismatic  Dev Anand in the playful voice of Asha Bhonsle and Manna Dey add beauty to the lyrics of Shailendra and direction of the great S.D. Burman.


Movie: Kala Bazaar(1960)
Singers: Manna Dey, Asha Bhonsle
Lyricist: Shailendra
Music Directors: S D Burman
Cast: Dev Anand, Waheeda Rehman, Nanda

Listen Here

saanjh dhali dil ki lagi
thak chali pukaar ke
aaja aaja
aa bhi ja

kya doon tujhe
pehle se main
baithi hoon dil haar ke
jaa jaa  
jaa jaa  
jaa tu jaa  

saanjh dhali dil ki lagi
thak chali pukaar ke
aaja aaja
aa bhi jaa

hey kya doon tujhe
pehle se main
baithi hoon dil haar ke
jaa jaa  
jaa jaa  
jaa tu jaa  


zidd pe aa gaya hai dil
ke aaj yoon na lautna
meri suno laut jaao
chhod do ye bachpana
aa  aa  aa.aa.aa

chaar din ki zindagi mein
din hain do bahaar ke
aaja aaja
aa bhi jaa

hey  hey  hey
kya doon tujhe
pehle se main
baithi hoon dil haar ke
jaa jaa  
jaa jaa  
jaa tu jaa  

aa  aa
jaa jaa  jaa jaa   jaa jaa  

aa  aa   
jaa jaa  jaa jaa   jaa jaa  


ho  ho 
kaise kahun kaisi uljhano mein
meri jaan hai
ho  ho  ho ho

na na na na
haan ko na samajh gaye ye
pyaar ki zubaan hai
ho  ho  ho ho
haan haan haan

kaatne hain din hamen
kisi ke intezaar ke
jaa jaa  
jaa jaa  
jaa tu jaa  

ho ho ho ho ho
saanjh dhali dil ki lagi
thak chali pukaar ke
aaja aaja
aa bhi jaa

hey hey hey
kya doon tujhe
pehle se main
baithi hoon dil haar ke
jaa jaa  
jaa jaa  
jaa tu jaa  


sun to le
ke mere dil ka
tujh se kya sawaal hai
aa  aa

kuchh na kar sakungi main
isi ka to malaal hai
jaa jaa  

dil na tod
chaahe bol do hi bol pyaar ke
aaja aaja
aa bhi jaa

hey hey  
kya doon tujhe
pehle se main baithi hoon
dil haar ke
jaa jaa
jaa jaa
jaa tu jaa

saanjh dhali dil ki lagi
thak chali pukaar ke
aaja aaja
aa bhi ja

jaa jaa
jaa jaa
jaa tu jaa

aaja aaja
jaa tu jaa

Sunday, October 14, 2012

tere pyaar ka aasra

Musical Conversation


Movie: Dhool ke phool (1959)
Singer: Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar
Music Director: N. Dutta
Lyricist: Sahir Ludhiyanvi
Cast: Mala Sinha, Rajendra Kumar

Listen here

tere pyar ka aasara chahata hoon -(2)
wafaa a kar raha hoon wafaa a chahata hoon

tere pyar ka aasara chahata hoon
wafaa a kar raha hoon wafaa a chahata hoon

haseenon se ahade wafaa  chahate ho -(2)
bade nasamajh ho ye kya chahate ho
bade nasamajh ho 

tere narm baalon mein taare sajaa ke
tere shokh kadmon men kaliyan bichha ke
mohabbat ka chhota sa 
mohabbat ka chhota sa mandir bana ke
tujhe raat din pujna chahata hoon
wafaa  kar raha hoon wafaa  chahata hoon
tere pyar ka 

zara soch lo dil lagaane se pehle
ke khona bhi padta hai pane ke pehle
izajat to le lo zamane se pahale
ke tum husn ko
ke tum husn ko pujna chahate ho
bade nasamajh ho ye kya chahate ho
bade nasamajh ho 

kahan tak jiyen teri ulfat ke mare
gujarti naheen zindagi bin sahare
bahut ho chuke door rah kar ishaare
tujhe paas se 
tujhe paas se dekhna chahata hoon
wafaa  kar raha hoon wafaa  chahata hoon
tere pyar ka 

mohabbat ki dushman hai sari khudai
mohabbat kii takadir men hai judai
jo sunte naheen hain dilon ki duhai
unheen se mujhe 
unheen se mujhe mangana chahate ho
bade nasamajh ho ye kya chahate ho
bade nasamajh ho 

dupatte ke kone ko munh men daba ke
zara dekh lo is taraf muskura ke
mujhe loot lo mere nazdeek aa ke -(2)
ke main maut se 
ke main maut se khelna chahata hoon
wafaa  kar raha hoon wafaa  chahata hoon
tere pyar ka 

galat sare daave galat sari kasmein
nibhengi yahan kaise ulfat ki rasmein
yahan zindagi hai riwajon ke bas mein -(2)
riwajon ko tum todna chahate ho
bade nasamajh ho ye kya chahate ho
bade nasamajh ho 

riwajon ki parwa na rasmon ka darr hai
teri aankh ke faisale pe nazar hai

riwajon ki parwa na rasmon ka darr hai
teri aankh ke faisale pe nazar hai
bala se agar raasta purkhatar hai-(2)
main is hath ko 
main is hath ko thaamna chahata hoon
wafaa  kar raha hoon wafaa  chahata hoon
tere pyar ka 


Friday, October 5, 2012

mera laung gawacha

A wonderful punjabi song that has enlightened many a marriage ceremony :). There have been many renditions of this song and of the lyrics
Regarding the song,
Piche piche aaunda meri chal be na aaye 
dil valiyan vekhda aaye ve mera laung gawacha 
nigha marda aaye ve mera laung gawacha 
(
laung= Nose stud, рдирде
gawacha- lost
dil valiyan- lover
vekhda-watch
nigha- eye
)
She is saying that she has lost hear nose stud and her lover should follow her and search for it.



Listen here

Piche piche aaunda meri chal be na aaye 
dil valiyan vekhda aaye ve mera laung gawacha 
nigha marda aaye ve mera laung gawacha 

Piche piche aaunda meri chal be na aaye 
dil valiyan vekhda aaye ve mera laung gawacha 
nigha marda aaye ve mera laung gawacha

Dil de pariyan aankh maar maar jande ve 
milan main aayi tenu roti de bhavane ve 
roti de bhavane ve 

Dil de pariyan aankh maar maar jande ve 
milan main aayi tenu roti de bhavane ve 
roti de bhavane ve

milan aayi te milan ne te rus jaande sada lein 
mina karde manayi ve mera laung gawacha 

niga mar niga niga marda aaye ve mera laung gawacha 

Piche piche aaunda meri chal be na aaye 
dil valiyan vekhda aaye ve mera laung gawacha 
nigha mar niga niga marda aaye ve mera laung gawacha

Kaali kaali aayi si main kaliyan nu vekhadi 

Kaali kaali aayi si main kaliyan nu vekhadi
chad aaysi main avaaz nu dekhdi 
avaaz nu dekhdi 

Kaali kaali aayi si main kaliyan nu vekhadi
chad aaysi main avaaz nu dekhdi 
avaaz nu dekhdi

mainue shaq panda main nakh nu urake dig paiya hoon dung chaiyve mera laung gawacha 
nigha mar nigha nigha marda aaye ve mera laung gawacha 

Piche piche aaunda meri chal be na aaye 
dil valiyan vekhda aaye ve mera laung gawacha 
nigha mar niga niga marda aaye ve mera laung gawacha

O mera laung gawacha 


Friday, September 21, 2012

Door door tum rahe


A night of a beautiful romantic tryst, expressed in the melodious voice of Lataji 

Chalte Chalte (1976)
Music: Bappi Lahiri
Lyrics: Amit Khanna
Singer: Lata Mangeshkar
Simi Grewal, Vishal Anand

Door door tum rahe,
pukarte hum rahe,
aaj ki raat tum jao na.
Aakar baahon me,
samakar aahon me,
ab yoon nazar ko churao na..

Door door tum rahe,
pukarte hum rahe,
aaj ki raat tum jao na.

Aaj raat ko, husn ishq ko,
phir bula raha hai, phir bula raha hai
Aag pani me, kis pyaar se
phir mila raha hai, phir mila raha hai,
Phir se wo pyaare bahar ke din aaj tum,
le aao na.

Door door tum rahe,
pukarte hum rahe,
aaj ki raat tum jao na.
Aakar baahon me,
samakar aahon me,
ab yoon nazar ko churao na..

Door door tum rahe,
pukarte hum rahe,
aaj ki raat tum jao na.

Chalte chalte kahin,
beech raah me,
kho gaye the tum,
kho gaye the tum.

Pyaar me khokar,
hamare hi hokar,
ho gaye the gum
ho gaye the gum
Pyaasi tumhari tabse ab hoon ab tum,
tarsao na,

Door door tum rahe,
pukarte hum rahe,
aaj ki raat tum jao na.
Aakar baahon me,
samakar aahon me,
ab yoon nazar ko churao na..

Listen online here