Sunday, July 31, 2011

Yeh nayan dare dare


Movie:Kohra(1964)
Singer:HEMANT KUMAR, LATA MANGESHKAR
Lyricist: Kaifi Azmi


Ye Nayan Dare Dare, Ye Jaam Bhare Bhare
Zara Peene Do
Kal Ki Kisko Khabar, Ik Raat Hoke Nidar
Mujhe Jeene Do
Ye Nayan Dare Dare...

Raat Haseen Ye Chand Haseen
Tu Sabse Haseen Mere Dilbar
Aur Tujhse Haseen, Aur Tujhse Haseen Tera Pyaar
Tu Jaane Na
Ye Nayan Dare Dare...

Pyaar Mein Hai Jeevan Ki Khushi
Deti Hai Khushi Kai Gam Bhi
Maein Maan Bhi Loon, Maein Maan Bhi Loon Kabhi Haar
Tu Maane Na
Ye Nayan Dare Dare...
http://www.google.co.in/music/album?n=Kohraa&id=20100520134546_1yqnsb5tine22

Wednesday, July 27, 2011

Saiyaan beimaan

Movie:Guide(1965)
Singer:LATA MANGESHKAR
Lyrics: Shailendra


Listen Here


Mose chhal kiye jaaye
haay re haay haay
dekho saiyya beimaan
dekho saiyya beimaan

samajhake mai to haari
dhamakaya di ni gaari
aur karu bhi kya dekho moraa jiyaraa
jiyara tarapaay, jiyara tarapaay
mohe haay haay dekho
saiyya beimaan

man ka hai bairi kala
dil jise de dala
priit mori pal pal roye tarapaa
tarapa tarasaay, tarapa tarasaay
mohe haay haay dekho
saiyya beimaan

Sunday, July 24, 2011

Justajoo jis ki thi


Movie:Umrao Jaan(1981)
Singer: ASHA BHOSLE
Lyrics: Shahryar


Justajoo Jis Kee Thee Us Ko To Naa Paayaa Hum Ne
is Bahaane Se Magar Dekh Lee Duniyaan Hum Ne

tuz Ko Rusawaa Naa Kiyaa, Khud Bhee Pashemaan N Huye
ishk Kee Rasm Ko, Is Tarah Nibhaayaa Hum Ne
kab Milee Thee, Kahaa Bichhadee Thee, Humei Yaad Nahee
jindagee Tuz Ko To Bas Khwaab Mein Dekhaa Hum Ne

aye Adaa Aaur Sunaaye Bhee To Kyaa Haal Apanaa
umar Kaa Lanbaa Safar, Tay Kiyaa Tanahaa Hum Ne

Meanings:
Justajoo - search
Pashemaan - repentant



http://www.google.co.in/music/album?n=Umrao-Jaan&id=20110401155600_m2eaxikzf3ot

Saturday, July 23, 2011

Chandan sa badan


Movie:Saraswatichandra
SInger: MUKESH, LATA MANGESHKAR
Lyricist: INDEEWAR


Chandan Saa Badan Chanchal Chitawan
Dheere Se Teraa Ye Musakaanaa
Muze Dosh Naa Denaa Jagawaalon
Ho Jaaoo Agar Main Deewaanaa

Ye Kaam Kamaan Bhawe Teree 
Palako Ke Kinaare Kajaraare
Maathepar Sindooree Suraj
Hothhon Pe Dahakate Angaare
Saayaa Bhee Jo Teraa Pad Jaaye
Aabaad Ho Dil Kaa Wiraanaa

Tan Bhee Sundar, Man Bhee Sundar
Too Sundarataa Kee Murat Hai
Kisee Aaur Ko Shaayad Kam Hogee
Muze Teree Bahot Jarurat Hai
Pahale Bhee Bahot Dil Tarasaa Hai
Too Aaur Naa Dil Ko Tarasaanaa



http://www.google.co.in/music/album?n=Saraswatichandra&id=20110401155600_2vwcn7tdtc6gv

Thursday, July 21, 2011

Ankhiyon ke jharokhon se


Movie:Ankhiyon ke jharokhon se(1978)
SInger: HEMLATA
Lyricist:Ravindra Jain


Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware
Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye
Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne
Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se

Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai
Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai
Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke
Yoon Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Jeeti Hoon Tujhe Dekh Ke Marti Hoon Tumhi Pe
Tum Ho Jahan Saajan Meri Duniya Hai Wahin Pe
Din Raat Dua Maange Mera Man Tere Waaste
Kabhi Apni Ummeedon Ka kahin Phool Na Murjhaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Maein Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon
Jaagte Hue Soi Nahin Neendon Mein Jagi Hoon
Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le
Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

http://www.google.co.in/music/album?n=Ankhiyon-Ke-Jharokhon-Se&id=20100520134546_33xonzhj4mla3

Wednesday, July 20, 2011

Ye raat bheegi bheegi


Movie:Chori Chori(1956)
Singer: SHAILENDRA,LATA MANGESHKAR,MANNA DEY
Lyricist:Hasrat Jaipuri


ye raat bheegi bheegi
ye mast fizaayein
utha dheere dheere
wo chaand pyaara pyaara
ye raat bheegi bheegi
ye mast fizaayein
utha dheere dheere
wo chaand pyaara pyaara

kyun aag si laga ke
gumsum hai chaandni
sone bhi nahi deta
mausam ka ye ishaara

ithlaati hawa
neelam ka gagan
kaliyon pe ye
behoshi ki nami
aise mein bhi kyun
bechain hai dil
jeewan mein na jaane
kyaa hai kami
kyun aag si laga ke
gumsum hai chaandni
sone bhi nahi deta
mausam ka ye ishaara
ye raat bheegi bheegi
ye mast fizaayein
utha dheere dheere
wo chaand pyaara pyaara

jo din ke ujaale mein na mila
dil dhoondhe aise sapne ko
is raat ki jagmag mein doobi
main dhoondh rahi hoon apne ko
ye raat bheegi bheegi
ye mast fizaayein
utha dheere dheere
wo chaand pyaara pyaara
kyun aag si laga ke
gumsum hai chaandni
sone bhi nahi deta
mausam ka ye ishaara

aise mein kahin kya koi nahi
bhoole se jo humko yaad kare
ik halki si muskaan se jo
sapno ka jahaan aabad kare
ye raat bheegi bheegi
ye mast fizaayein
utha dheere dheere
wo chaand pyaara pyaara
kyun aag si laga ke
gumsum hai chaandni
sone bhi nahi deta
mausam ka ye ishaara
ye raat bheegi bheegi
ye mast fizaayein
utha dheere dheere
wo chaand pyaara pyaara

http://www.google.co.in/music/album?n=Chori-Chori&id=20110401155600_2iuwl3cn5jnoy

Aadha hai chandrama chand aadha

Movie:Navrang(1959)
Singer: ASHA BHOSLE ,MAHENDRA KAPOOR
Lyricsist: Bharat Vyas



Listen Here


Aadha hai chandrama raat aadhi -2
Reh na jaye teri meri baat aadhi, mulaqat aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaye teri meri baat aadhi, mulaqat aadhi
Aadha hai chandrama

(Piya aadhi hai pyaar ki bhaashhaa
Aadhi rehne do man ki abhilaasha) -2
Aadhe chalke nayan aadhe chhalke nayan
Aadhi palkon mein bhi hai barsaat aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaye teri meri baat aadhi, mulaqat aadhi
Aadha hai chandrama

(Aas kab tak rahegi adhoori
Pyaar hogi nahin kya yeh poori) -2
Pyaasa-pyaasa pawan pyaasa-pyaasa gagan
Pyaase taaron ki bhi hai baaraat aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaye teri meri baat aadhi, mulaqat aadhi
Aadha hai chandrama

(Sur aadha hai shyaam ne saadha
Raha raadha ka pyaar bhi aadha) -2
Nain aadhe khile honth aadhe mile
Rehi pal mein milan ki woh baat aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaye teri meri baat aadhi, mulaqat aadhi
Aadha hai chandrama


Tuesday, July 19, 2011

Roz roz aankhon tale

Movie:Jeeva(1986)
Singer: ASHA BHONSLE, AMIT KUMAR
Lyricist:Gulzar





Roz Roz Aankhon Tale Ek Hi Sapna Chale
Raat Bhar Kaajal Jale, Aankh Mein Jis Tarah
Khwaab Ka Diya Jaale

Jabse Tumhari Naam Ki Misri Honth Lagayi Hai
Meetha Sa Gham Hai Aur Meethi Si Tanhaai Hai
Roz Roz Aankhon Tale ...

Chhotisi Dil Ki Uljhan Hai Yeh Suljhaa Do Tum
Jeena To Seekha Hai Marke, Marna Sikha Do Tum
Roz Roz Aankhon Tale...


http://www.google.co.in/music/album?n=Jeeva&id=20101027094203_3vj5t3jmjczs5

Dil hoom hoom kare


Movie:Rudaali(1993)
SInger: Bhupen Hazarika, Lata Mangeshkar
Lyrics:Gulzar


Dil hoom hoom kare, ghabraaye
Ghan dham dham kare, darr jaaye
Ek boond kabhi paani ki mori ankhiyon se barsaaye
Dil hoom hoom kare, ghabraaye

Teri jhori daaroon sab sukhe paat jo aaye
Tera chhua laage, meri sukhi daar hariyaaye
Dil hoom hoom kare, ghabraaye

Jis tan ko chhua tune, us tan ko chhupaaoon
Jis man ko laage naina, voh kisko dikhaaoon
O more chandrama, teri chaandni ang jalaaye
Teri oonchi ataari maine pankh liye katwaaye
Dil hoom hoom kare, ghabraaye
Ghan dham dham kare, darr jaaye
Ek boond kabhi paani ki mori ankhiyon se barsaaye
Dil hoom hoom kare, ghabraaye

http://www.google.co.in/music/album?n=Rudaali&id=20100520134546_5ws7gjzx53y6

Monday, July 18, 2011

Pyar mujhse jo kiya tumne

Movie:Saath Saath(1981)


Singer: JAGJIT SINGH
Lyricist: JAVED AKTHAR






pyar mujhse jo kiya tumne to kya paogi 
Mere halaat ki aandhi mai bikhar jaogi 
Pyar mujhse jo kiya tumne to kya paogi 

Ranjh or dard ki basti ka main bashinda hoon 
yeh tou bass main hoon ki is haal mai bhi zinda hoon 
Khuab kyon dekhoon woh kal jis pe main sharminda hoon 
Main jo sharminda hua tum bhi to sharmaogi 
Pyar mujhse jo kiya tumne to kya paogi.. 

Kyon mere saath koi aur pareshaan rahe 
mere dunia jo viraan to viraan rahe 
Zindagi ka yeh safar tum pe to asaan rahe 
Hamsafar mujhko banogi to pachtaogi 
pyar mujhse jo kiya tumne ... 

Ek main kya  abhi aayenge diwane kitne 
abhi goonjenge muhabbat ke taraane kitne 
Zindagi tumko sunayegi fasane kitne 
Kyon samajhti ho mujhe bhool nahin paogi 
Pyar mujhse jo kiya tumne kya paogi 
Mere halaat ki aandhi mai bikhar jaogi 
Pyar mujhse jo kiya tumne..


http://www.google.co.in/music/album?n=Saath-Saath&id=20100520134546_2sk2alt19roh8

Sunday, July 17, 2011

Dikhai diye yun

Movie:Baazaar(1981)
Singer: LATA MANGESHKAR



Dikhayi diye yun ke bekhud kiya -2 
Hamein aap se bhi juda kar chale 
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya 
Dikhayi diye yun 

Jabheen sajda karte hi karte gayi -2
Haq-e-bandagi ham adaa kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun

Parasthish kiya tak ke aye but tujhe -2
Nazar mein sabhon ki khuda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun

Bahut aarzoo thi gali ki teri -2
So yaas-e-lahoo mein naha kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhayi diye yun

Friday, July 15, 2011

Aajkal paon zameen par nahi rehte

Movie:Ghar(1978)
Singer: LATA MANGESHKAR





Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere 
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere 
Bolo dekha hai tumne mujhe kabhi udate hue 
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere 


Jab bhi thaama hai tera haath to dekha hai 
Jab bhi thaama hai tera haath to dekha hai 
Log kehte hai ke bas haath ki rekha hai 
Humne dekha hai do taqdeeron ko judte hue 
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere 


Neend si rehti hai halka sa nasha rehta hai 
Raat din aankhon mein ek chehra basa rehta hai 
Par lagi aankhon ko dekha hai kabhi udte hue 


Bolo 
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere 
Bolo dekha hai tumne mujhe kabhi udate hue 
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere 


Jaane kya hota hai har baat pe kuch hota hai 
Din mein kuch hota hai aur raat mein kuch hota hai 
Thaam lena jo kabhi dekho hume udate hue 
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere 
Bolo dekha hai tumne mujhe kabhi udate hue 
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere


http://www.google.co.in/music/album?n=Ghar&id=20100520134546_1xgs5mlomcao4

Thursday, July 14, 2011

Thoda sa roomani ho jayen

Thoda sa roomani ho jayen (1991)


Thodasa roomani ho jayen(Lyrics) :
Singer: VINOD RATHOD, CHHAYA GANGULY


Badalo ka naam na ho 
ambar ke gaon mein
Jalta ho jangal khud 
apni chaon mein


Yehi to hai mausam
Yehi to hai mausam
Aao tum aur hum
Yehi to hai mausam
Aao tum aur hum barish ke nagme gungunaye
Thodasa roomani ho jaye


Mushkil hai jeena
Mushkil hai jeena umeed ke bina
Thode se sapna sajaye
Thodasa roomani ho jaye
Thodasa roomani ho jaye


rasta akela ho
har tarf andhera ho
raat bhi ho ghaath ki
din bhi lut raah ho

Yehi to hai mausam
Yehi to hai mausam
Aao tum aur hum
Yehi to hai mausam
Aao tum aur hum dard ko basuri banaye
Thodasa roomani ho aye
Mushkil hai jeena umeed ke bina
Mushkil hai jeena umeed ke bina
Thode se sapna sajayae
Thodasa roomani ho jaye
Thodasa roomani ho jaye

http://www.bollyexclusive.com/album/2434/Thodasa-Roomani-Ho-Jayen.html
http://www.google.co.in/music/album?n=Thodasa-Roomani-Ho-Jayen&id=20100520134546_2wpq08obhhzic

Dil cheez kya hai

Dil cheez kya hai


Movie:Umrao Jaan(1981)
Singer: ASHA BHOSLE




Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye

Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye

Bas ek baar mera kaha
Bas ek baar mera kaha maan lijiye

Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye

Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye

Is anjuman mein aap ko
Is anjuman mein, aah, aah aah aah
Is anjuman mein aap ko
Is anjuman mein aap ko aana hai baar baar
Aana hai baar baar
Deevaar-o-dar ko gaur se
Deevaar-o-dar ko gaur se pehchaan lijiye

Deevaar-o-dar ko gaur se pehchaan lijiye 
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye

Maana ke doston ko nahin
Doston, doston ko nahin
Maana ke doston ko nahin dosti ka paas
Lekin yeh kya ke gair ka
Lekin yeh kya ke gair ka ehsaan lijiye
Lekin yeh kya ke gair ka ehsaan lijiye
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye

Kahiye to
Kahiye to aasmaan ko
Kahiye to aasmaan ko zameen par utaar laaye
Mushkil nahin hai kuch bhi
Mushkil nahin hai kuch bhi agar thaan lijiye
Mushkil nahin hai kuch bhi agar thaan lijiye
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
Bas ek baar, bas ek baar
Bas ek baar mera kaha maan lijiye
Maan lijiye, maan lijiye

http://www.google.co.in/music/album?n=Umrao-Jaan&id=20110401155600_m2eaxikzf3ot