Thursday, April 26, 2012

Ekla chalo re(Bengali)

Rabindra Sangeet
This is a motivational song egging people to move on ,continue with their journey despite of being alone in your path to change .The beauty of the song exudes from every word conveying a strong statement to move on even if you have no one to support you. A gem from Nobel Laureate, Rabindranath Tagore.
A rendition of this song has been used recently in a Bollywood movie, "Kahaani"(Starring Vidya Balan)


Written By: Rabindranath Tagore


Listen Here

Jodi tor daak shune keu naa ashe tobe ekla chalo re
Tobe ekla chalo, ekla chalo, ekla chalo, ekla chalo re

Jodi keu kothaa naa koye, ore ore o abhaagaa,
Jodi shobai thaake mukha phiraaye shobai kore bhoye
Tobe poraana khule o tui mukha phute tur monera kothaa, eklaa bolo re

Jodi shobai phire jaaye, ore ore o abhaagaa,
Jodi gohana pothe jaabaara kaale keu phire naa chaaye
Tobe pothera kaataa o tui rokto maakhaa choronatole eklaa dolo re

Jodi aalo naa dhore, ore ore o abhaagaa,
Jodi jhora-baadole aadhaara raate duyaara deye ghore
Tobe bajraanole aapon bukera paajora jbaaliye niye ekalaa jbalo re

English Translation:

If they answer not to thy call walk alone,

If they are afraid and cower mutely facing the wall,
O thou unlucky one,
open thy mind and speak out alone.

If they turn away, and desert you when crossing the wilderness,
O thou unlucky one,
trample the thorns under thy tread,
and along the blood-lined track travel alone.

If they do not hold up the light when the night is troubled with storm,
O thou unlucky one,
with the thunder flame of pain ignite thy own heart
and let it burn alone.

Source: Wiki

Sunday, April 15, 2012

Kaa karu sajani

Classical
This song is sung in Raag,Sindh Bhairavi Thumri and has renditions by the likes of:
 Ustad Bade Ghulam Ali (Watch Here), 
Pt Ajoy Chakrabarty(Watch Here),
Padma Talwalkar(Watch Here).



Movie: Swami(1977)
Raag: Bhairavi(Thumri)
Lyricist: Amit Khanna
Singer: Yesudas
Music Director: Rajesh Roshan
Cast: Dharmendra, Shabana Azmi

Listen Here

Kaa karu sajni aaye na baalam
Kaa karu sajni aaye na baalam

Khoj rahin hain piya pardesi akhiyaan
Khoj rahin hain piya pardesi akhiyaan
aaye na baalam
Kaa karu sajni aaye na baalam

Jab bhi koi aahat howe, manwaa moraa bhaage
Dekho kahin toote nahin, prem ke ye dhaage
Hai matawaari , preet humari chhupe naa chhupaaye
chhupe naa chhupaaye
Saawan ho tum main hoon tori badariyaa
aaye na baalam
Kaa karu sajni aaye na baalam

Bhor bhayee aur saanz dhalee re, samay ne lee angdayee
Ye jag saaraa neend se haaraa, mohe neend na aayee
Main ghabraoon, dar dar jaaoon, aaye woh na aaye
aaye woh na aaye
Radha bulaaye kahan, khoye ho Kanhaiya
aaye na baalam
Kaa karu sajni aaye na baalam

Saturday, April 7, 2012

Phir milogi kabhi

When goodbyes only mean until next time.




Movie: Yeh Raat Phir Na Aayegi(1966). 

Lyrics: by S H Bihari. 
Music: O P Nayyar.
Singers: Mohammed Rafi, Asha Bhosle. 
Stars: Biswajeet Chatterjee, Sharmila Tagore

Rafi:
Phir milogi kabhi.. is baat ka wada karlo.. 
Phir milogi kabhi.. is baat ka wada karlo.. 
humse ek aur mulakat ka wada karlo..

Phir milogi kabhi.. is baat ka wada karlo..
humse ek aur mulakat ka wada karlo..
Phir milogi kabhi.. is baat ka wada karlo.. 

dil ki har baat adhuri hai.. adhuri hai abhi
apni ek aur mulakat zaroori hai abhi
dil ki har baat adhuri hai.. adhuri hai abhi
apni ek aur mulakat zaroori hai abhi

chand lamho ke liye saath ka wada karlo..
humse ek aur mulakat ka wada karlo..
phir milogi kabhi.. is baat ka wada karlo..

Asha:
aap kyu dil ka haseen raaz mujhe dete hain..
kyu naya nagma.. naya saaz mujhe dete hain..
main to hun doobi hui pyar ke toofano me
aap sahil se hi awaz mujhe dete hain.
kal bhi honge nahin.. jazbat ye wada karlo..

Rafi:
humse ek aur mulakat ka wada karlo.. 
phir milogi kabhi .. is baat ka wada karlo..
humse ek aur mulakat ka wada karlo.. 
phir milogi kabhi .. is baat ka wada karlo..


Listen here

Thursday, April 5, 2012

Humne dekhi hai


Love's true definition
A movie lost ,a song rarely heard but none can reduce the charm of a golden voice added to the meaningful lyrics .
"haath se chhoo ke ise rishton kaa ilzaam na do"
Love need not be solemnized by relationship. Its a feeling that  transcends the worldly relationship .


Movie: Khamoshi(1969)
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: Gulzar
Music Director: Hemant Kumar
Cast: Waheeda Rehman, Rajesh Khanna

Listen Here

humne dekhin hain un aankhon ki mahakti khushboo
haath se chhoo ke ise rishton kaa ilzaam na do
sirf ehsaas hai ye rooh se mahsoos karo
pyaar ko pyaar hi rahne do koyi naam na do
humne dekhin hai un aankhon ki mahakti khushboo
haath se chhoo ke ise rishton kaa ilzaam na do
humne dekhi hai

pyaar koyi bol nahin, pyaar aawaaz nahin
ek khaamoshi hai sunti hai kahaa karti hai
na ye bujhti hai na rukti hai na thahri hai kahin
noor ki boond hai sadiyon se bahaa karti hai
sirf ehsaas hai ye rooh se mahsoos karo
pyaar ko pyaar hi rahne do koyi naam na do
humne dekhi hai un aankhon ki mahakti khushboo
haath se chhoo ke ise rishton kaa ilzaam na do
humne dekhi hai

muskuraahat si khili rahti hai aankhon mein kahin
aur palkon pe ujaale se jhuke rahte hain
honth kuchh kahte nahin, kaanpte honthon pe magar
kitne khaamosh se afsaane ruke rahte hain
sirf ehsaas hai ye rooh se mahsoos karo
pyaar ko pyaar hi rahne do koyi naam na do
humne dekhin hai un aankhon kii mahakti khushboo
haath se chhoo ke ise rishton kaa ilzaam na do
humne dekhin hain


Tuesday, April 3, 2012

kya janu sajan

LOVE,ELIXIR
This song was composed by R. D. Burman and to many's astonishment this song marks the landmark of a new concept introduced in the domain of music. R. D. Burman successfully introduced mixing and overlapping before it was actually established with better instruments. He recorded Lataji's voice without the disc eraser and then re-recorded aalap in Lataji's voice on the same disc .


Movie: Baharon ke sapne(1967)
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: R. D. Burman
Cast: Asha Parekh, Rajesh Khanna

Listen Here

kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
jal uthe sau diye jab liya tera naam

kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
jal uthe sau diye jab liya tera naam
kya jaanoon sajan


kaanton mein main khadi, nainon ke dwaar pe
nis din bahaar ke dekhoon sapne

kaanton mein main khadi, nainon ke dwaar pe
nis din bahaar ke dekhoon sapne
chehre ki dhool kya, chanda ki chaandni
utri to reh gayi mukh pe apni
kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
jal uthe sau diye jab liya tera naam
kya jaanoon sajan


jabse mili nazar, maathe pe ban gaye
bindiya nayan tere dekho sajnaa

jabse mili nazar, maathe pe ban gaye
bindiya nayan tere dekho sajnaa
dhar li jo pyaar se, meri kalaaiyaan
piya teri ungliyaan ho gayi kanganaa
kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
jal uthe sau diye jab liya tera naam

kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
jal uthe sau diye jab liya tera naam

kya jaanoon sajan