Sunday, February 5, 2012

naani teri morni ko



Innocence percieved
There are very few songs dedicated entirely to children and this one is a rare gem among them.
The song was sung by a child, Ranu Mukherji, daughter of Hemant Kumar; picturised on a child ,Honey Irani and its dedicated to all the childrens and the people who ,at heart, miss being so :)

Movie: Masoom(1960)
<Not to be mistaken with Masoom(1983) or Masoom(1996)>
Lyricist:Shailendra
Music Director: Hemant Kumar
Singer: Ranu Mukherji
Actors: Ashok Kumar,Sarosh Irani,Honey Irani

Listen HERE

Naani teri morni ko mor le gaye,
baaki jo bachaa tha kaale chor le gaye
Nani teri morni ko mor le gaye
baaki jo bachaa tha kaale chor le gaye


khaake peeke mote hoke chor baithe rail me
choron waala dabaa kat ke pahunchaa seedha jail me

khaake peeke mote hoke chor baithe rail me
choron waala dabaa kat ke pahunchaa seedha jail me
Nani teri morni ko mor le gaye
baaki jo bachaa tha kaale chor le gaye


un choron ki khoob khabar li mote thaanedaar ne
moron ko bhi khoob nachaaya jungle ki sarkaar ne

un choron ki khoob khabar li mote thaanedaar ne
moron ko bhi khoob nachaaya jungle ki sarkaar ne
Nani teri morni ko mor le gaye
baaki jo bachaa tha kaale chor le gaye


achchi naani, pyaari naani ,roosa roosi chhod de
jaldi se ek paisaa de de tu kanjoosi chhod de

achchi naani ,pyaari naani ,rootha roothi chhod de
jaldi se ek paisaa de de tu kanjoosi chhod de
Nani teri morni ko mor le gaye
baaki jo bachaa tha kaale chor le gaye
Nani teri morni ko mor le gaye
baaki jo bachaa tha kaale chor le gaye

No comments:

Post a Comment