Thursday, December 29, 2011

kahin door jab



Touche...
"Babu mosai" I say and the whole story of an ailing man living life to the fullest,spreading happiness ,joy and infusing life comes to our mind. He is none but Rajesh Khanna . He got his first break after winning  1965, All India Talent Contest organised by United Producers and Filmfare. A charismatic personality he was and with movies like Khamoshi, Anand, Bawarchi, Kati Patang, Amar Prem,etc he carved a niche be it romance or a social awakening.Many happy returns of the day to Kaka.
Please dont be overwhelmed for...."Pushpa ,I hate tears " :)


Movie: Anand(1970)
Singer: Mukesh
Music: Salil Choudhury
Lyricist: Yogesh
Cast: Rajesh Khanna, Amitabh Bachan

kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye

kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye
mere Khayaalon ke aangan mein
koi sapno ke deep jalaaye, deep jalaaye
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan, badan churaaye, chupake se aaye

kabhi yunhin, jab huyi, bojhal saansen
bhar aayi baithe baithe, jab yuhin aankhen


kabhi yunhin, jab huyi, bojhal saansen
bhar aayi baithe baithe, jab yuhin aankhen
tabhi machal ke, pyaar se chal ke
chhuye koyi mujhe par nazar na aaye, nazar na aaye
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye

kahin to ye dil kabhi mil nahin paate
kahin se nikal aaye ,janmon ke naate


kahin to ye dil kabhi mil nahin paate
kahin se nikal aaye janmon ke naate
hai meethi uljhan, bairi apna mann
apna hi hoke sahe dard paraaye, dard paraaye
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye

dil jaane mere saare bhedh ye gahare
ho gaye kaise mere sapne sunahare


dil jaane mere saare bhedh ye gahare
ho gaye kaise mere sapne sunahare
ye mere sapane yahi to hain apne
mujhase juda na honge inke ye saaye, inke ye saaye
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye
mere Khayaalon ke aangan mein
koi sapno ke deep jalaaye, deep jalaaye
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye,chupke se aaye

No comments:

Post a Comment