One of childhood favourites.
Movie: Kohinoor (1960)
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music: Naushad
Singers: Mohd. Rafi, Lata Mangeshkar
Dilip Kumar, Meena Kumari
Rafi:
do sitaron ka zameen par hai milan
aaj ki raat..
do sitaron ka zameen par hai milan
aaj ki raat..
Muskurata hai ummedo ka chaman aaj ki raat
Lata:
aa rang lai hai mere dil ki lagan..
aaj ki raat
sari duniya nazar aati hai dulhan aaj ki raat aa..
Both:
aaa do sitaro ka ..
aaj ki rat.. aaj ki rat
Rafi:
husn wale teri duniya me koi aaya hai
tere deedar ki hasrat bhi koi laya hai
tod de tod de parde ka chalan aaj ki raat
muskurata hai ummedo ka chaman aaj ki raat
Both: aaa do sitaron ka..
aaj ki rat..aaj ki rat
Lata:
jinse milne ki tamanna wohi.. ate hain
chand tare meri rahon me bichhe jate hain..
chumta hai mere kadamo ka gagan aaj ki raat
sari duniya nazar aati hai dulhan aaj ki raat
Both: aaa do sitaro ka ..
aaj ki rat..aaj ki rat
No comments:
Post a Comment