Wednesday, February 6, 2013

Ruk ja raat thehar ja re chanda


Amidst great Urdu lyricists, there were very few hindi lyricist that made their mark . Amongst them was Shailendra, the reason for the soothing "Piya tose naina lage", playful "Mera joota hai japani", inspirational "Aaj fir jeene ki tamanna hai" or soulful "kya se kya hogaya".

pehle milan ki yaadein lekar
aayi hai yeh raat suhaani
dohorati hai phir yeh sitaare
meri tumhari prem kahaani



Movie: Dil ek mandir(1963)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Cast: Meena Kumari,Raaj Kumar,Rajendra Kumar

Listen here

ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela

ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela
ruk jaa raat thehar jaa re chanda



pehle milan ki yaadein lekar
aayi hai yeh raat suhaani

pehle milan ki yaadein lekar
aayi hai yeh raat suhaani

dohorati hai phir yeh sitaare
meri tumhari prem kahaani
meri tumhari prem kahaani 

ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela
ruk jaa raat thehar jaa re chanda



kal ka darna kaahe ki chinta
do tan hai mann ek humare
jeevan seema ke aage bhi
aaoongi main sang tumhari
aaoongi main sang tumhari

ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela
ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela
ruk jaa raat thehar jaa re chanda
ruk jaa raat thehar jaa re chanda


No comments:

Post a Comment