Sunday, February 24, 2013

aankhon mein kya ji


Enjoyable


Movie: Nau Do Gyarah(1957)
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: S.D. Burman
Cast: Dev Anand,Kalpana Kartik

Listen here

aankhon mein kya ji
rupahalaa baadal
baadal mein kya ji
kisi kaa aanchal
aanchal mein kya ji
ajab si hulchul

aankhon mein kya ji
rupahalaa baadal
baadal mein kya ji
kisi kaa aanchal
aanchal mein kya ji
ajab si hulchul


rangeen hai mausam
tere dam ki bahaar hai
phir bhi hai kuchh kam
bas tera intezaar hai

rangeen hai mausam
tere dam ki bahaar hai
phir bhi hai kuchh kam
bas tera intezaar hai
dekhne mein bhole ho
par ho bade chanchal
aanchal mein kya ji
ajab si hulchul
aankhon mein kya ji
rupahalaa baadal
baadal mein kya ji
kisi kaa aanchal
aanchal mein kya ji
ajab si hulchul


jhukti hain palkein
jhukne do aur jhoom ke
udti hain zulfein
udne do honth chuum ke

jhukti hain palkein
jhukne do aur jhoom ke
udti hain zulfein
udne do honth chuum ke
dekhne mein bhole ho
par ho bade chanchal
aanchal mein kya ji
ajab si hulchul


jhoomein lehrayein
naina mil jaaye nain se
saathii bana jaayein
rastaa kat jaaye chain se

jhoomein lehrayein
naina mil jaaye nain se
saathii bana jaayein
rastaa kat jaaye chain se
dekhne mein bhole ho
par ho bade chanchal
aanchal mein kya ji
ajab si hulchul
aankhon mein kya ji
rupahalaa baadal
baadal mein kya ji
kisi kaa aanchal
aanchal mein kya ji
ajab si hulchul

Wednesday, February 6, 2013

Ruk ja raat thehar ja re chanda


Amidst great Urdu lyricists, there were very few hindi lyricist that made their mark . Amongst them was Shailendra, the reason for the soothing "Piya tose naina lage", playful "Mera joota hai japani", inspirational "Aaj fir jeene ki tamanna hai" or soulful "kya se kya hogaya".

pehle milan ki yaadein lekar
aayi hai yeh raat suhaani
dohorati hai phir yeh sitaare
meri tumhari prem kahaani



Movie: Dil ek mandir(1963)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Cast: Meena Kumari,Raaj Kumar,Rajendra Kumar

Listen here

ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela

ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela
ruk jaa raat thehar jaa re chanda



pehle milan ki yaadein lekar
aayi hai yeh raat suhaani

pehle milan ki yaadein lekar
aayi hai yeh raat suhaani

dohorati hai phir yeh sitaare
meri tumhari prem kahaani
meri tumhari prem kahaani 

ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela
ruk jaa raat thehar jaa re chanda



kal ka darna kaahe ki chinta
do tan hai mann ek humare
jeevan seema ke aage bhi
aaoongi main sang tumhari
aaoongi main sang tumhari

ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela
ruk jaa raat thehar jaa re chanda
bitein na milan ki bela
aaj chandni ki nagri mein
armaanon ka mela
ruk jaa raat thehar jaa re chanda
ruk jaa raat thehar jaa re chanda