Sunday, January 27, 2013

Phir aane laga yaad wahi

Zeitgeist
"Phir aane laga wahi pyaar ka aalam"... 


Movie: Yeh Dil Kisko Doon(1963)
Singers: Mohd. Rafi, Usha Khanna
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Music Director: Iqbal Qureshi
Cast: Sashi Kapoor, Ragini

Listen here

phir aane laga yaad wahi pyaar ka aalam 
inkaar ka aalam kabhi iqraar ka aalam 
phir aane laga yaad wahi pyaar ka aalam 
pyaar ka aalam 

woh pehli mulaaqaat men -(2)
woh pehli mulaaqaat mein rangeen ishaare 
phir baaton hi baaton mein woh takraar ka aalam 
phir aane laga yaad wahi pyaar ka aalam 
pyaar ka aalam 

woh jhoomta balkhaata -(2)
woh jhoomta balkhzata hua sarv-e-kharaamaan
main kaise bhula doon teri raftaar ka aalam 
phir aane laga yaad wahi pyaar ka aalam 
pyaar ka aalam 

kab aaye the woh kab gaye -(2)
kab aaye the woh kab gaye, kuch yaad nahi hai 
aankhon mein basa hai wahi deedar ka aalam 
phir aane laga yaad wahi pyaar ka aalam 
inkaar ka aalam kabhi iqraar ka aalam 
pyaar ka aalam 
pyaar ka aalam 
pyaar ka aalam 
haay pyaar ka aalam 

Thursday, January 24, 2013

Tumhre sang to rain beetayi

Sweet
Sagina is a pivotal movie paving the way for Dilip Kumar to shed the image of a Tragedy King. 
This movie features the evergreen comic song "Saala mein to sahab ban gaya".
This composition is a delightful song sung by the duo of Lata Mangeshkar and Kishore Kumar.


Movie: Sagina(1974)
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: S. D. Burman
Cast: Saira Banu, Dilip Kumar

Listen here

no tope jor chale
na bas mein mor jiyaa
jatan bataa main kaa karoon
o re bedardi piyaa

tumhre sang to rain bitaayi
kahaan bitaaun din
tumhre sang to rain bitaayi
kahaan bitaaun din
rain ka sapna beet gayaa
ab din mein taare gin
tumhre sang to rain bitaayi
kahaan bitaaun din
rain ka sapna beet gayaa
ab din mein taare gin

taare gin gin ke
baras bhaye solah
kaise deewane pe mann toraa dola
taare gin gin ke
baras bhaye solah
kaise deewane pe mann toraa dola
aag lagaay ke,
haay re zulmi
banta hai bhola
aag lagaay ke
haay re zulmi
banta hai bhola
rog vikat hai
prem ka pagli
tadpegi nis din
ho chadhi jawaani
sahi na jaaye
rasiya tohre bin
tumhre sang to rain bitaayi
kahaan bitaaun din

hey gori
gori phansi jaiho
pahin mora kangna
phir bhi matakti phiroongi tore angna
gori phansi jaiho
pahin mora kangna
phir bhi matakti phiroongi tore angna
kaahe mere sang chaahe
kaanton pe chalna
tumhre sang to rain bitaayi
kahaan bitaaun din

Wednesday, January 16, 2013

chali gori pee se milan ko chali


Treat...
A treat to your eyes, a treat to your ears. 
The mesmerising beauty of Meena Kumari elegantly dancing  with expressible eyes,bewitching 'mudras' and caressing movement of the feet.
A gem of a song where the timeless beauty is what  captivates your senses.


Movie: Ek hi raasta 1956)
Singer: Hemant Kumar
Music Director: Hemant Kumar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Cast: Ashok Kumar,Sunil Dutt, meinena Kumari

Listen here

chali gori pee se milan ko chali -(2)
naina baawariya, mann mein saanwariya
chali gori pee se milan ko chali -(2)
naina baawariya, mann mein saanwariya
chali gori pee se milan ko chali -(2)

daar ke kajra lat bikhraake
daar ke kajra lat bikhraake
dhalte din ko raat banaake
kangna khankaati bindiya chamkaati
kangna khankaati bindiya chamkaati
cham cham dole sajna ki gali
chali gori pee se milan ko chali -(2)
naina baawariya mann mein saanwariya
chali gori pee se milan ko chali -(2)

komal tan hai saanwal kaya
ho gayi bairan apni hi chaaya
komal tan hai saanwal kaya
ho gayi bairan apni hi chaaya
ghoonghat khole na, mukh se bole na
ghoonghat khole na, mukh se bole na
raah chaalat sambahli sambahli
chali gori pee se milan ko chali -(2)
naina baawariya mann mein saanwariya
chali gori pee se milan ko chali -(2)

Friday, January 11, 2013

hain maine kasam li

From the duet where one stands for sweetness and the other for eccentricity.
The beauty of the song lies in its direction by S. D. Burman with words penned by the great "Shokiyon me ghola jaye" lyricist,Neeraj.


Movie: Tere mere sapne(1971) 
Singers: Lata Mangeshkar,Kishore Kumar
Lyrics: Neeraj
Music Director: S. D. Burman

hain main ne kasam li, li
hain tune kasam li, li
nahin honge judaa hum...

hain main ne kasam li, li
hain tune kasam li, li
nahin honge judaa hum
hain maine kasam li


saans teri madir madir jaise rajnigandha
pyaar teraa madhur madhur chaandni ki ganga

saans teri madir madir jaise rajnigandha
pyaar teraa madhur madhur chaandni ki ganga
nahin honge judaa
nahin honge judaa
nahin honge judaa hum…
maine kasam li, li
hain tune kasam lili
nahin honge judaa hum…
hain maine kasam li


haan haan haan haan
paa ke kabhi, khoya tujhein, kho ke kabhi paaya
janam janam, tere liye, badli humne kaaya

paa ke kabhi, khoya tujhein, kho ke kabhi paaya
janam janam, tere liye, badli humne kaaya
nahin honge judaa
nahin honge judaa
nahin honge judaa hum…
maine kasam li, li
hain tune kasam li, li
nahin honge judaa hum...
hain maine kasam li


ek tan hain, ek mann hain, ek praan apne
ek rang, ek roop, tere mere sapne

ek tan hain, ek mann hain, ek praan apne
ek rang, ek roop, tere mere sapne
nahin honge judaa
nahin honge judaa
nahin honge judaa hum
main ne kasam li, li
hain tune kasam li, li
nahin honge judaa hum
hain maine kasam lili
hain tune kasam li, li
nahin honge judaa hum
hain maine kasam li


Thursday, January 10, 2013

Aaj purani rahon mein


aaj mujhe apne hi dil me, ek nayaa insaan mila
Subtle lyrics by Shakeel Badayuni and the befitting actor synonymous to tragedy, exudes his idiosyncrasy to his best under the playback of the great Rafi.
A soulful song with the legends in its making.


Movie: Aadmi(1968)
Lyricist: Shakeel Badayuni
Singer: Mohammed Rafi
Music Director: Naushad
Cast: Dilip Kumar,Waheeda Rehman,
Manoj Kumar,Simi Garewal

Listen here

aaj purani raahon se ,koi mujhe aawaz na de -(2)
dard mein dube geet na de ,gham ka sisakta saaz na de -(2)

beete dinon ki yaad thi jinmein 
mein woh taraane bhool chuka
aaj nayi manzil hai meri, 
kal ke thikaane bhool chuka
na woh dil na sanam, 
na woh deen-dharam
ab door hoon sare gunahon se
aaj purani rahon se ,koi mujhe aawaz na de
dard mein dube geet na de ,gham ka sisakta saaz na de

toot chuke sab pyaar ke bandhan 
aaj koi zanjeer nahin,
sheesha-e-dil mein armaanon ki,
aaj koi tasveer nahin
ab shaad hoon mein, aazad hoon mein,
kuch kaam nahin hai aahon se,
aaj purani rahon se ,koi mujhe aawaz na de
dard mein dube geet na de ,gham ka sisakta saaz na de

jeewan badla, duniyaan badli, 
mann ko anokhaa gyaan mila
aaj mujhe apne hi dil me, ek nayaa insaan mila
pahunchaa hoo wahaa, nahin door jahaa
bhagwaan bhi meri nigaahon se
aaj purani rahon se,koi mujhe aawaz na de


Monday, January 7, 2013

din saara guzara tore angana

shabba khair(Good Night)
Though the movie's name is more synonymous to the song "Yahoo..." ,this is a milder version of the exuberant Shammi Kapoor dancing with his face with the same elan.
Saira Banu adds to the beauty of the song along with the great playback voices to a poetic lyrics.


Movie: Junglee(1961)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohd. Rafi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishen
Cast: Shammi Kapoor,Saira Banu

Listen here

din saara guzara tore angana, 
abb jane de mujhe more sajana
mere yaar shabba khair -(2)
ho mere yaar shabba khair, 
mere yaar shabba khair

aasan hai jana mehfil se, 
ho kaise jaoge nikal kar dil se
mere yaar shabba khair -(2)
hoye mere yaar shabba khair, 
mere yaar shabba khair


o dilbar dil toh kahe teri raahon ko rok lu mein -(2)
aayi birhaa ki raat ab batlaade kya karu mein -(2)
yaad aayengi yeh baatein tumhari, 
tadpegi mohabbat hamari
mere yaar shabba khair - (2)
hoye mere yaar shabba khair, 
mere yaar shabba khair

din saara guzara tore angana, 
abb jane de mujhe more sajana
mere yaar shabba khair -(2)
ho mere yaar shabba khair, 
mere yaar shabba khair


mein dharti tu aasman, meri hasti pe chha gaya tu -(2)
seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu -(2)
ab rehne de nigahon mein masti, 
ho basa le mere khwaabon ki basti
mere yaar shabba khair - (2)
ho mere yaar shabba khair, 
mere yaar shabba khair

hoye mere yaar shabba khair, 
mere yaar shabba khair
mere yaar shabba khair

Saturday, January 5, 2013

dilruba, dil pe tu


Enchanting Sadhana Shivdasani and the ebullient Shammi Kapoor dancing on the playful voices of Asha Bhosle and Mohd. Rafi. The song highlights Mohd. Rafi's voice in different tones.


Movie: Raj Kumar(1964)
Singer: Asha Bhosle, Mohd. Rafi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishen
Cast: Shammi Kapoor, Sadhana Shivdasani

Listen here

dilruba, dil pe tu
yeh sitam kiye jaa, kiye jaa
hum bhi to aag mein jalte rahen
pyaar ke sholon pe chalte rahen

dilruba, dil pe tu
yeh sitam kiye jaa, kiye jaa
haai, hum bhi to aag mein jalte rahen
pyaar ke sholon pe chalte rahen

kya bataao kya dil ka haal hain
jis ghadi se mile hum
jaise saikado bijliyaan giri
aur jal uthe hum

hai, kyun mujhe khaak karne par tule hon, zaalim
aakhir kya bigada hain maine tumhara?

dilruba, dil pe tu
yeh sitam kiye jaa, kiye jaa
haan, hum bhi to aag mein jalte rahen
pyaar ke sholon pe chalte rahen

ang and mein meetha dard hain
zatpataye mera dil
ek dafaa mein katl karde tu
mujhko, mere katil

hai, dil ki gehraiyon ko cheerta hua
yeh dard, yeh kasak, yeh chubhan

dilruba, dil pe tu
yeh sitam kiye jaa, kiye jaa
hum bhi to aag mein jalte rahen
pyaar ke sholon pe chalte rahen

aajdil ki tum itne paas hon
jaise meri dhadkan
ek aaj se apne jism jaan
ek apne tanman

aaj ek saath mehke hain do gulab
ek saath dhadke hain do dil

dilruba, dil pe tu
yeh sitam kiye jaa, kiye jaa
ho, hum bhi to aag mein jalte rahen
pyaar ke sholon pe chalte rahen

dilruba, dil pe tu
yeh sitam kiye jaa, kiye jaa
hum bhi to aag mein jalte rahen
pyaar ke sholon pe chalte rahen